Social Media ek Aisa Plateform Hai Jismain : Hum apni Life Share kar shakte hain, New Friends bana Sakhte hain, Logon ko apna Talent Dikha Skahte hain, apne product ko Bech Sakhte hain, apna Business badha Sakhte hain, Advertising kar Sakhte hain.... Or bhi Bohot Kuch kar Sakhte hain, Lekin Aajkal social Media par logo Apni Original Life ke Gajah Fake Life ko Dikha Rahe Hain, Jisse logon Ko Samajhna Mushkil Hota Ja Raha Hai, Aajkal Hum social Media main Bohot Mushkil Se kisi Par Bharosa Kar Paate hain. Sacchai To ye Hai Ki Aaj ke Samay Main Social Media par Kisi par bhi bharosa Karna Bohot mushkil Hai. Hum Nhi jaante Ki Kon kab Dhoka De Dee.. Isiyan Social Media Par Apni Original Life hi Share karni Chaiye! Fake Life Dikha Kar Dusre Log Humse Nafrat Karne Laghta Hain. Social media main hume Nay Nay Friends banane Chaiyee or Humesha loyal Rehna Chaiyee, kabhi Bhi fake Nhi banna Chaiyee. Conclusion - Humesha Apni Original Life Ko hi Social Media Par Dikhna Chaiyee!